Thursday, 2 August 2018

Google kya kyu kaise ? - Hindi Idea

Hello dosto swagat hai aapka hamare blog hindi idea me aaj hum aapko batayenge ki Google kya hota hai ? ise kisne banaya etc.

Google kya kyu kaise ?

Google world me internet ki sabse badi company or most popular website hai. Aap google ko kya samajhte hai ek search engine jyadatar log yahi samajhte hai but ye sirf search engine nahi hai. Google company ko kon chalata hai, google ko kisne banaya or iska owner malik kaun hai, Aaj hum isi ke bare me bat karenge Agar apako google ke bare me jyada jankari nahi hai to is post ko padhne ke bad aapko google ki full information ho jayegi. Agar google aapka favorite search engine hai to aap yakinan google ke bare me janna chahenge. 

Google kya kyu kaise ? - Hindi Idea


Google Kya Hota Hai ?

Dosto Google Popular Search Engine Hai, Jo Worldwide, Dunia Ke Sabse Popular Hai. Alexa Rank Par Google Top 1 Par Hai. Google Ka Full Form Hai- Global Organization Of Oriented Group Language Of Earth. Google American Multinational Company Hai, Jis Par Online Advertising, Internet Search, Technologies, Cloud Computing, Software, and Hardware Ki Finance Lagayi Hai, Google Internet Based Par Sare Services Our Products Banati Hai, And Develop Karti Hai,
Google Founded Kiya Gaya Hai- September 4, 1998, Menlo Park, California, United States Me. Founders Hai- Larry Page & Sergey Brin. 
15 September, 1997 Ko Google Domain Register Hya Thaa,
October 2006 me Google ne Youtube ko 65 billion dollar me  Authorized ki hai.

Google kya kyu kaise ? - Hindi Idea


 Google Ki History 

Stanford University Ke PHD Students- Larry and Sergey Dono Ne Milkar 1996 Me Google Ki Starting Kiya Tha, Traditional Search Engine Result Ki Priority google ke Webpage Se Count ki jate The, Larry Our Sergey ke Aanusar Aacha Search System wo hai jo Webpage ke Interconnect ki Analysis kare, Phir Ek New Technoloy Banaye Jiska Naam Tha Page Rank,

Website ki  Qualification ya Quality ke hisab se Unhe Rank De Jati hai, 1996 me IDD Information Services ke Robin Lee ne “Rankdeks” name ko chota Search Engine banaya tha,
Jo isi Technology par kam kar rahe the, Phir Lee Ne isi Technology ko Patent kar ke China me Baidu Name ki company Start ki.

Larry Page and Sergey Brin ne starting me Aapne Search Engine ka Nam Bakrb Rakha tha. Search Engine kisi Website ke backlinks ke Aadhar par kisi Bhi Site ki Priority tay kar ta tha,
Finely Jakar Larry Page and Sergey Brin ne Aapne Search Engine ka Nam Google rakha,

Google Paise Kaise Kamata Hai.

Dosto Google Ek Multinational Company Hai, Iske Kamai Bhut Tarah Se Hoti Hai, Leking Iska Main Income Advertisement Program Ad-Word Se Hoti Hai, 23 October 2000 me Adword ki Starting Hya Tha. Jo Ek Keyword Research Tool Tha. Top Best Ads Jo Adsense Name se Jana Jata Hai Oh Google Ka Hi Ads Program, 18 Jun 2003 Se Starting Hya Hai. Android Jo Aaj Ke Time Me Sabke Pass Milta Hai, Iska Malik Google Hai. Ye Tha Google Ki Short History,

Dosto Aab Toh Apko Iss Post Se Pata Chal Gaye Hai Ke Google ek Search Engine Hai, Matlab Aagar Aap Internet Use Karte Hai Toh Aap Google Se Hi Jiyada Search Karte Honge, Ya Phir Other search engines Jaise Bing.com, Yahoo.com, Yandex.ru Wagaira, Kuch Bhi Search Karne Par Bhut Sare Result Show Hone Ke Wajah Hai, Kisi Ne Internet Par Pahle Ye Data Submit (Upload) Kiya Hai, Phir Jab Aap Uske Keyword, Ya Images Related Seach Karte Hai Toh Uske Upload Data Search Result Me Show Ho Jate Hai, Our Jinke Ranking Achchi Hai Uske Uploaded Top Par Dikhate Hai.

No comments:

Post a Comment