Thursday 9 August 2018

TEZ App kya kyu kaise ? - Hindi Idea

Hello dosto swagat hai aapka hamare blog hindi idea me aaj hum aapko batayenge ki TEZ App kya hai ? ise aap kaise use kar sakte hain .

TEZ App kya kyu kaise ?

Google ki services hum roj use karte hai jese ki Youtube, gmail, google maps aur bahut sari acchi acchi apps hai google ki. Lekin google ne ab ek bahut accha app banaya hai jiska name hai Tez. Sabse phele aapko ye janna hoga ki aap Tez app ki madad se kya kar sakte hai. Tez app kaise use kare aur uske fayde kya hai.

TEZ App kya kyu kaise ? - Hindi Idea


TEZ App kya hai?

Yeh ek Google ki official UPI (Unified Payments Interface) par based app hai khaas Indian users ke liye jaisa ki BHIM aur PhonePe app hai, isse paise ka len den karna bahut asaan ho jata hai, lagbhag India me jitne bhi banks hai saare supported hain aur yeh English, Hindi, Bengali, Gujarati, Kannada, Marathi, Tamil, aur Telugu languages me filhal aapko Google Play aur App Store me mil jayegi.

Tez app ke features:

Tez app ka jariya aap asani sa kisi v shop ya shopping mall sa kuch buy kar sakta h bina paisa carry kiya hua.
Mobile number, QR code ya UPI address ke madhyam se aap minto me ek dusre ko paise send aur receive kar sakte ho.
Ya aapke bank account par registered mobile number se operate hota hai.
Android Mobile ka jariya app asani sa kisi v bank ma paisa send ya receive kar sakta h.
Tez Case mod ka jariya app dusra kisi Tez user ko paisa send ya receive kar sakta h bina koi mobile number ya account number shear kiya hua.

Tez App ko kaisa use kare:

To ab mai aapko batata hu ki Tez app per apna account kaisa banaya aur iska istamal kar ka money send aur receive kaisa kara bs app mara step ko follow kare

Step 1: Sabsa pahala aapko Tez app install karna h apna Android Device ma. Tez app install karna ka liya app play store per ja sakta h ya direct nicha diya gaya link ko apna Android device ma open kar ka Tez app install karanga to aapko 51 rs ka bonus v milaga kisi v Tez UPI ID per 1 Rs send karna per.

Step 2: Ab jaisa hi aap iss app ko install kar ka open karanga to appka samna India ki popular 8 languages English, Hindi, Gujarati, Bengali, Kannada, marathi, Tamil or Telugu najar aayegi inme se kisi ek ko select kare, ab upper right side me > ka symbol hoga uspar press kare.

                                                     TEZ App kya kyu kaise ? - Hindi Idea

Step 3: Ab next screen ma appko apna mobile number add karna h, dhayan rakha app wahi mobile number dala jissa appna apna Bank account sa link kiya h.

                                   TEZ App kya kyu kaise ? - Hindi Idea

Step 4: Uska bed next screen ma appko apna Gmail account select karna h aur > per click karka aga badna h.

Step 5: Aapke mobile number par Tez ki taraf se ek OTP send kiya jayega, jo aapko sms ke dwara receive hoga use app automatically verify kar lega.

Step 6: OTP verify hona ka bd aapko do option dikhanga jika jariya aap Tez app ko protect kar sakta h.

                                TEZ App kya kyu kaise ? - Hindi Idea

Step 7: Ab aap ka samna Tez app ka interface aa gaya hoga to ab appko isma apna Bank account add karna h. Dhayan rakha aapna jo mobile number diya h wo uss bank account sa link hona chaiya. To bank add karna ka liya “+Add Bank Account” per click kara.

                                     TEZ App kya kyu kaise ? - Hindi Idea

Step 8: Now aapko 54 banks ke names show honge aapka account jis bank me hai uspar press kare, agar aapko bank name nahi mil raha hai to upper diye hue search ke option par press karke name enter karke search kar sakte ho.

                                                 

Step 9: Ab ager aapka mobile ma 2 sim card h to Tez aapsa puchaga ki kon sa sim bank account sa register h aur aap ko wo sim select kar dana h. Uska bd Uss bank ko Tez ki taraf sa ak sms vaja jayaga jiska charge 1.5RS h isiliya appka uss sim ma 1.5Rs hona chaiya.

Step 10: Ab aapke samne bank account details show hogi waha " ENTER UPI PIN" likha dikhega uspe press kare or apni pasand se koi bhi4 digit pin banaye mera matlab koi bhi 4 number yaha enter kare.

                              TEZ App kya kyu kaise ? - Hindi Idea

Note: Aap jo 4 number enter karenge use UPI PIN kahete hai is pin ka upyog transaction ke time karna hoga so issa yaad rakhe ya fir kahi likh le.

Congress!! Ab app ka Tez account fully setup ho gaya h aur wo bank sa link v ho gaya h to ab app asani sa Tez ka jariya kisi ko v paisa send ya paisa receive kar sakta h.

Earn Money with Tez:

Duniya ver ka log Google per asani sa varosa ker lata h q ki ya trusted company h. Google hama bahut sari resources dati h jiska jariya hm asani sa paisa kama sakta h, ab Google na Google Tez app ko market ma launch kiya h jo ki khas india ka logo ka liya h aur av iss app ka permotion period chal rha h aur ya hama 1 Aprail 2018 tak paisa kamana ka mauka da rha h. Ab mai aapko batata hu ki kaisa aap Tez app ka jariya paisa kama sakta h.
Invite Friend: Ager aap apna kisi friend ko iss app per registration karna ka liya invite karta h, aur ager wo iss Tez app per apna account banaker koi v first payment karta h to aapko 51 Rs commission ka rup ma milta h.
Scratch Card: Ager aap iss app ka jariya kisi ko paisa send karanga to aapko ak scratch card milaga jiska jariya aap 1000 Rs tak jit sakta h. Lakin aap iss scratch card ka istamal week ma sirf 5 bar hi kar sakta h pahala ya 10 bar tha. Iska liya aapko 50 rs tak kisi ko paisa send karna hota h tavi aapko ya scratch card milaga.
Lucky Sunday: Ya Tez aap ki bumper offer h jiska jariya aap 1 lakh tak jit sakta h. Iska liya aapko 50 rs ak bar week ma kisi Tez UPI ID wala user ko paisa send karna hota h. Iska result app her Sunday ko 7 PM ko dakh sakta h, aur ager aap lucky hua to 1 lakh tk jit sakta h.

Hame paisa kaise milaga:

Ab aap sochta honga ki aapna jo paisa Tez ka jariya jita h wo hama kaisa milaga, to mai aapko bta du aapna jo paisa scratch card ya referral ka jariya jita h wo direct bank account ma chala jayaga Chaya wo 1 rs ho ya 1000 rs.
Noye: Ager aapna direct play store sa Tez app ko download ker liya h aur aapko av tak 51 Rs. ka cashback nhi mila to aap hl6Nt ko Referral Code ka area ma dala uska bd kisi v Tez user ko money transfer karna per aapko Rs. 51 ka cashback milaga.

                                                   TEZ App kya kyu kaise ? - Hindi Idea

No comments:

Post a Comment