Hello dosto swagat hai aapka hamare blog hindi idea me aaj hum aapko batayenge ki kaise aap apne blog ki post ko jaldi se search bar me la sakte hain .
Blog ki post ko jaldi se search bar me kaise laye ?
Blog ki post ko jaldi search me lane ke liye aapko search engines ke kuch rules follow karne honge. or fir dekhna aapki post search engine me jaldi to show hogi hi sath hi search result me sabse upar hogi.
- Regularly post share karni chahiye.
- Post me kam se kam 1,000 words hone chahiye.
- Post or post ki images complete seo friendly honi chaiye.
- Post me popular keyword jyada se jyada use kiye gay ho.
- Post me aapke visitors ke liye new jankari honi chahiye.
- Post ka sara content post title se related ho.
- Post me ek top list keyword ka label ya category use kare. jaise ai blogging use kar raha hu.
- aapke blog ki template ya theme fast loading ho.
- post btayi jankari specialy audience ke liye honi chahiye.
No comments:
Post a Comment