Hello dosto swagat hai aapka hamare blog hindi idea me aaj hum aapko batayenge ki aakhir kaise aap apne mobile me bina kisi internet ke T.V. chla sakte hain .
Mobile me T.V. kaise chlaye ?
TV service ko luft uthane ke Liye, Mobile me Free TV Dekhne ke Liye aapko ek TVB T2 Dongle Lena Hoga.jo AAP is TVB T2 Dongle Se Free me Mobile Phone me T.V. dekh payege jo ek antena dongle hai.
Mobile Me TV Free Me Dekhne Ke Liye Kya Jaroori hai ?
Free t.v. Dekhne ke Liye aapka Mobile Phone OTG USB support hona jarui hai.
TVB T2 Dongle (Free TV Dekhne ke Liye dongle )
OTG T2 Dongle Kaise Connect Kare ?
- Doordarshan ka Free service uthane ke Liye sabse pahle aapko Dongle me android app download karna hoga.
- iske bad aapko Mobile Phone me Google play store se TV ON GO download karke install Kare.
- OTG T2 Dongle ko Mobile usb me lgaye or TV ON GO App se Connect Kare. aapka Connect ho jayega.
is prakar Mobile me TV Free Doordarshan Channel dekh sakte hai. yani aap Bina Internetmobile me tv on go channal list ke Mobile me TV Free me dekh sakte hai. Doordarshan Channel par jitne Bhi Channel aate hai wo sab TV ON GO App ke andar dekh sakte hai.
No comments:
Post a Comment