Hello dosto swagat hai aapka hamare blog hindi idea me aaj hum aapko batayenge ki aakhir kaise aap Ek mobile se dusre mobile me data transfer kar sakte hain .
Ek mobile se dusre mobile me data transfer kaise kare ?
Dosto mai aapko Yaha par ek code dene wala hu jiski madad se aap apne ek mobile se dusre mobile me data transfer kar payege
agar aapke mobile me data kam hai aur aap apne ghar ke kisi mobile se data lena Chahte hai tab aap ye tricks apna sakte hai ya kisi me aap data dalna Chahte hai tab aap ye trick apna sakte hai
waise me agar dekha jaye to aaj sabse jyada data transfer friends dwara kiya jaa raha mai bata deta hu kaise jaise man le ki aapke mobile me data balance jyada hai aapke kisi friend
ne chori se aapke mobile se apne mobile me data transfer kiya jaa raha hai to mai aapko ab bata deta hu ki apne mobile me data transfer kaise kare
Step 1: dosto agar aap idea me data transfer karna Chahte hai to aapko Idea Easy share
par jaye
Step2: prepaid ya postpair select kare agar aap preaped sim card use karte hai to prepaid slelect karna cha aur agar aap postpaid simcard use karte hai to postpad select kare
Step 3: ab aapke samne ek naya window khulega jisme aapko apna state select karna hota hai
Step 4: dosto agar aap data transfer service shuru karna cahte hai to aapko ek plan select karna hi padega
Step 5: ab aap badi aasani se kisi ke mobile me data balane sms data sab transfer kar sakte hai data transfer karne ke liye aapko ye code use karna hoga *121*121# tab aap data transfer kar sakte hai data transfer karte samay aapse sayad rs 1 ya 2 charge lag sakta hai
dosto agar aap apne airtel simcard me data transfer karna Chahte hai to aapko mere bataye gaye step ko follow kare
Step 1: sabse pehle aapko Airtel Family share site par jana hoga uske bad aapko register karna hoga register karna ek dam free hai chaliye mai btata hu
Step 2: Airtel Family Share par jaye uske bad aapko apna mobile number dalna hai uske bad aapko Go Buttom par click karna hai
Step 3: ab aapke number par ek password jayega us password ko enter karke apne number ko verify karle
Step 4: ab aap apne number se kisi ke bhi number data transfer kar sakte hai chahe aap apne family ya friend ko transfer kare aap ek bar me 5 number add karke mobile se data transfer kar sakte hai jiske pas airtel number hai usko add kare aap sirf 3g ya 4g data hi transfer kar sakte hai airtel par 2g data transfer nahi kar sakte hai
Aap apne mobile me Dial kare *141*712*11*Other airTel Number#
example: *141*712*11*8084455884# aise hi type kare aap 10 mb transfer karne ke liye
Aap apne mobile me Dial Kare *141*712*9*Other AirTel Number#
ab aapko example samjhane ki koi jarurat nahi hai maine upper already
samjhaya hai ab aap puri information complete karke data transfer kar sakte hai
aapko rs 1 charge bhi kiya jaa sakta hai
Aur agar aap apne AIRCEL mobile se dusre mobile me 60 mb data transfer karna Chahte hai to ye step follow kare
*141*712*4*Other number dale phir #
example dekhna hai to maine upper diya hai aap dekh
sakte hai
lekin aap ye bat dhyan me rakhte hue data transfer kare ki aap ek din me sirf 60 mb data transfer kar sakte hai isse jyada nahi ye bat aap dhyan me rakhe
Dosto agar aap apne aircel simcard se internet data transfer karna Chahte hai to aapko apne mobile me ek number dial karna hai *121*776# uske bad aapko apne friends ya family ke number add kar sakte hai jasper aap apna internet data transfer karna Chahte hai uske bad apne se introduction ko follow karke data pack transfer kar sakte hai

Idea se idea me transfer kaise kare

Airtel se Airtel Data transfer Kaise Kare ?

Airtel Me 10 Mb Data transfer Kaise Kare ?
Aap apne mobile me Dial kare *141*712*11*Other airTel Number#
example: *141*712*11*8084455884# aise hi type kare aap 10 mb transfer karne ke liye
Airtel Me 25 Mb Data transfer Kaise Kare ?
Aap apne mobile me Dial Kare *141*712*9*Other AirTel Number#
ab aapko example samjhane ki koi jarurat nahi hai maine upper already
samjhaya hai ab aap puri information complete karke data transfer kar sakte hai
aapko rs 1 charge bhi kiya jaa sakta hai
Aur agar aap apne AIRCEL mobile se dusre mobile me 60 mb data transfer karna Chahte hai to ye step follow kare
*141*712*4*Other number dale phir #
example dekhna hai to maine upper diya hai aap dekh
sakte hai
lekin aap ye bat dhyan me rakhte hue data transfer kare ki aap ek din me sirf 60 mb data transfer kar sakte hai isse jyada nahi ye bat aap dhyan me rakhe
AIRCEL se AIRCEL DATA transfer karne ke hamare steps dekhe
Dosto agar aap apne aircel simcard se internet data transfer karna Chahte hai to aapko apne mobile me ek number dial karna hai *121*776# uske bad aapko apne friends ya family ke number add kar sakte hai jasper aap apna internet data transfer karna Chahte hai uske bad apne se introduction ko follow karke data pack transfer kar sakte hai
No comments:
Post a Comment