Hello dosto swagat hai aapka hamare blog hindi idea me aaj hum aapko batatyenge ki Blog/website me Html Java Script ko kaise add karte hain ?
Blog/website me Html Java Script ko kaise add karte hain ? step by step
Agar aapne blogger.com par blog banaya hai. Then aap jante hi honge ki Blogger.com ek aisa blogging platform hai jaha par aap coding ka matlab agar nahi bhi samajte ya jante ho. Then bhi aap apna website bana sakte hai. Because Blogger par blog banana aur design karna bahut hi easy hai. Blogger par aapko bahut se widget milte hai jinhe aap apne blog par add kar sakte hai. jeise popular post widget, Email subscribe widget. aur Bhi aise bahut sare widget ham add kar sakte hai aapne blog par.
Blog/website me Html Java Script ko kaise add karte hain ?
Jeise ki meine upar bataya ki Blogger blog me html / java script ko add karna bahut hi jarori hota he. Hamare blog site ke liye. Aur ise add karna bhi bahut assan hai. Aap bas mere niche diye gaye step ko follow kare.
- Blogger blog me html /java script ko add karne ke liye at first aap apne blog ke layout par jaye.
- Ab jaha par aapko html code ko add karna hai waha ke add a widget ki link par click kare.
- Ab ek new page kholega jisme bahut sare widget honge aapko html/ java script widget par click karna hai.
- Fir ek naya page kholega
- Yaha par aapko apne Blogger blog me html java script ko add karne ke liye.
(1) Title par widget ka naam likhna hai
(2) HTML/ java script ke code ko add karna hai. Aur last me save ki button par click kare. Aur ab aapke blog ko open karke dekhe aapke blog par HTML widget ho gaya hai
No comments:
Post a Comment