Hello dosto swagat hai aapka hamare blog hindi idea me aaj hum aapko batayenge ki kaise aap apne Blog me Category Widget add kar sakte hain.
Blog me Category Widget kaise add kare ?
bas ab aapke blog me category wedget add ho chuka hoga. wo aisa hoga.
dosto aapko ye pata nahi ki labels ka url kaise nikale to main aapko bata deta hu.
dosto sabse pahle aap apne blog me jaye aur koi bhi ek labels ko click kare. to wo label open hone ke baad uska link aisa hoga.
aapko address bar me jo link dikhai de raha hai usko copy karna hai, uar category widget karte time ye code waha paste kare.
Blog me Category Widget kaise add kare ?
Dosto category widget lagana bahut hi simple hai. isko aap bahut hi aasani se apne blog me laga sakte hai. aap bhi lagana chahte hain to neeche diya gaya step follow kare.
- sabse pahle aap apne blogger blog ke dashboard par jaye.
- fir yaha par aapko layout par click karna hai.
- ab aapko jaha par category widget add karna hai. waha par add widget par click kare.
- ab ek new popup window open hoga yaha par aapko neeche scroll karke link list par click karen.
- ab ek new window open hogi jisme aapko apne category ki details bharni hai.
- yaha par aapko title me category type karna hai.
- aap isko empty hi chhod de.
- yaha par ye choose kare ki aapke categorys abc ke anusar(अनुसार ) ho ya aap isko apne man kar sakte hain.
- yaha par aap apne category ka naam fill kare.
- apne blog ke labels ka url yaha paste kare
- add link par click karne se wo aapke category me add ho jayega.
- last me save par click kar de.
bas ab aapke blog me category wedget add ho chuka hoga. wo aisa hoga.
dosto aapko ye pata nahi ki labels ka url kaise nikale to main aapko bata deta hu.
dosto sabse pahle aap apne blog me jaye aur koi bhi ek labels ko click kare. to wo label open hone ke baad uska link aisa hoga.
aapko address bar me jo link dikhai de raha hai usko copy karna hai, uar category widget karte time ye code waha paste kare.
No comments:
Post a Comment