Sunday 29 July 2018

Android phone ka lock kaise tode ? in hindi killer method - Hindi Idea

Hello dosto swagat hai aapka hamare blog hindi idea me aaj hum aapko batayenge ki aakhir kaise aap kisi bhi android phone ka pattern lock aasani se tode sakte hain .

Android phone ka lock kaise tode ?

Mobile Device Me Security Feutures Iss Liye Diye Gaye Hai, Taki Hamare Mobile Me Rakhe Personal Data Ko Dusre Se Safe Rakh Sakte Hai. Wayse Android Mobile Lock 2-3 Tarah Ki Hoti Hai, Kisi Mobile Ke Pattern Lock Ayse Hote Hai Ke 5 Time Se Adhik Wrong Password Enter Karne Par Old Password Se Mobile Unlock Nhi Hota Hai, Iss Liye Backup Pin Password Mobile Me Rahta Hai, Agar Aap Galti Se Adhik Wrong Password Dalenge Toh PIN Password Dalke Again Unlock Kar Sakte Hai,

Android phone ka lock kaise tode ? in hindi killer method - Hindi Idea


Agar Aap Backup Pin Password Set Nhi Karte Hai Toh Ek Hi Option Apke Liye Bachte Hai Hard Rest Karna Hoga, Hard Rest Kya Hai? Hard Rest Matlab Hota Hai, Agar Apke Mobile Ko Hard Rest Karte Hai Toh Apke Mobile Ke Sabhi Data Jo Pahle Se Tha Woh Data Khatam (Delete) Ho Jata Hai, Or Aysa Karne Se Mobile Phone New Jaise Bana Deta Hai. Matlab New Me Jaise Mobile Liye The Same Us Tarah Ki Ban Jayega,

Yedi High-Quality Keyword Password Lagake Rakhte Hai, Toh Hame Backup Pin Ka Option Nhi Milta Hai, To Dosto Aaj Main Apko Uhi Cheez Ke Bare Me Bataunga Ke Kisi Bhi Android Mobile Ka Pattern Lock Ko Kaise Tode.
Micromax, LG, Lava, Oppo, Samsung Mobile Pattern Lock Unlock Kaise Karte Hai, Matlab Kisi Bhi Android Mobile Lock Ko Asani Se Khol Sakte Hai.

Note: 
Mobile Password,Pin,Pattern Lock Ko Unlock Karne Se Pahle Apke Mobile Kamse Kam 60% Charge Karle, Memory, SIM Card Insert Karle, Internal Backup Kare, Kyu Ki Mobile Hard Rest Karne Se Device Data Delete Ho Jayega. Complete Hard Reset Hone Tak Battery Na Nikale Ya Switch On/Off Karne Ki Koshish na kare, Ayse Karne Se Apke Mobile Kharab Ho Sakta Hai. Iske Jammidar Ap Khud Honge, Hard Reset Complete Hone Ke Bad Automatic Apke Mobile Reboot Ho Jayega, 

Dosto Mobile Phone Lock Ko Bypass Kar Na Bhut Hi Simple Hai. Aap Bas Mere Sath Step-Ko Follow Kare.

Lock todne ke steps:

Step-1
Sabse Pehle Aap Mobile Ko Switch Off Kare.

Step-2
Ab Volume Up Key + Power On/Off Key + Home Key Ko Ek Sath Press Kare. (10-15 Second Ke Liye)

Note: 
Agar Apke Mobile Me Home Key Nahi Hai Toh Sirf Volume Up Key + Power Key Press Kare.

Step-3
Ab Apke Samne Android System Recovery Mode Open Hoke Aayega Kuch Iss Tarah.

Android phone ka lock kaise tode ? in hindi killer method - Hindi Idea

Yaha Apko Volume Up/Down Key Se Upar Niche Karke Power Key Se Wipe Data/Factory Reset Par Click Kare.

Step-4
Wipe Data/Factory Reset Par Click Kar Diye Hai Toh Aap Apke samne Kuch Iss Tarah Ke Page Open Hoke Aayega.

Android phone ka lock kaise tode ? in hindi killer method - Hindi Idea

Yaha Bhi Same Volume Up/Down Key Se Upper Niche Karke Power Key Se Yes - Delete All User Data Par Click Kare.

Step-5
Kuch Seconds Wait Kare, Data Wipe Complete hone Tak,

Android phone ka lock kaise tode ? in hindi killer method - Hindi Idea

Ho Gaye Hai Toh Automatic System Reboot Ho Jayega,

Note: 
Agar Apke System Automatic Reboot Nhi Hya Toh, Reboot System Now Par Power Button Se Select Karke, Reboot Kare Kuch Iss Tarah.

Android phone ka lock kaise tode ? in hindi killer method - Hindi Idea

Step-6
Done! Apke Mobile Password Pin, Pattern Lock Unlock Successful Ho Chuka Hai.


Toh Dosto Hai Na Kitna Simple Method, Ab Aap Koy Bhi Android Mobile Ka Security, Pin, Pattern Lock Ko Sirf 2 Minutes Me Khol (Open) Sakte Ho.

No comments:

Post a Comment