Tuesday 26 June 2018

Paid apps ko free me download kaise kare ? janiye simple tarika - Hindi Idea

Hello dosto swagat hai aapka hamare blog Hindi Idea me aaj hum aapko batayenge ki kaise aap google playstore ki paid apps ko free me download kar sakte hain ?

 Google play Store Ki Paid Apps Ko Free Kaise Download Kare

Google play store ki paid apps ko free me download karna bahut hi easy hai bas aap neeche di gayi steps ko follow kariye.

Doston jaisa ki aap neeche dekh sakte hain ki Cam Scanner jo playstore par paid show kar rahi hai aaj me aapko isko free me download kaise karte hain ye bataunga isse aap kisi bhi paid app ko bahut easily free download kar paoge.


Paid apps ko free me download kaise kare ? janiye simple tarika - Hindi Idea


Step 1.Sabse pahle aapko apne android phone me 4 shared naam ka ek application install karna hoga aap playstore par jaakar isko download kar sakte hain .



Step 2.Jab 4shared install ho jaaye toh usko open kare aur sign up kare aapke saamne 3 option aayenge sign up karne ke aap kisi se bhi sign up kar sakte hain.


Paid apps ko free me download kaise kare ? janiye simple tarika - Hindi Idea


Step 3.Jab aap 4Shared me login ho jaoge tab aap search box par click kariye aur apps par click kariye.


Paid apps ko free me download kaise kare ? janiye simple tarika - Hindi Idea


Step 4.Jaise hi aap apps par click karenge aapke saamne app search karne ke option aa jaayega aap uspar woh app search kare jo play store par paid hai.jaise hi aap search karenge toh aapke saamne woh app show hone lagega.

Paid apps ko free me download kaise kare ? janiye simple tarika - Hindi Idea



Step 5.Ab aap us app ke side me jo icon hai uspar click kariye aur download par click kar dijiye.

Paid apps ko free me download kaise kare ? janiye simple tarika - Hindi Idea


Step 6.Jaise hi aap download par click karenge woh app download hone lagega download karne ke baad aap usko apne phone me install karke lifetime free use kar sakte ho.

No comments:

Post a Comment