Hello dosto swagat hai aapka hamare blog hindi idea me aaj hum aapko batayenge ki aakhir kaise aap apne mobile me Atm se paytm me paise transfer kar sakte hain.
Atm se paytm me paise kaise transfer kare ?
Paytm se mobile recharge aur online shopping ya utility bill pay karne ke liye paytm me paise add karna anaa chaiye tabhi jakar aap online shopping ticket book, ya movie ticket, etc ko book kar skate hai. To is topic per ham apko batane wale hai.Jab bhi aap bank se paytm me balance add karoge tabhi aap online shopping ya mobile recharge Aur others services ko use kar skate hai. Atm card se paytm me paise add karna bahut simple hai. Bas aapko kuch bataye steps ko follow karna hai. To chaliye jante hai. paytm me paise kaise trasfer kare atm ya bank ke through.Paytm abhi tak online money transfer me use kara jane wale sabse popular app hai. Abhi-abhi Google ne sam paytm ke tarh tez app ko lauch kiya hai. ye bhi paytm ke tarh kam karta hai. Lekin abhi tak paytm ke tah better services nhi de pa rha hai.
Paytm abhi tak online money transfer me use kara jane wale sabse popular app hai. Abhi-abhi Google ne sam paytm ke tarh tez app ko lauch kiya hai. ye bhi paytm ke tarh kam karta hai. Lekin abhi tak paytm ke tah better services nhi de pa rha hai.
Atm se paytm me paise transfer karne ke steps :
To chaliye jante hai. Apne paytm wallet me paise kaise jama kare. iskliye liye me apko niche simple step me batane ja rha hu. Jinko Follow karke app paytm me paise kaise add karte karen jan jayenge.Step 1.
- Sabse pahle paytm wallet app ko open karen.
- Ab aap paytm app ke home page per pahuch jayenge.
- Ab apko add money option per click karna hai.
Step 2.
- Homepage per add money option par click karne ke bad new window me.
- Sabse phale jitna balance add karna utna balance enter karen.
- Ab Proceed blue button per click kar de.
Step 3.
Proceed button per click karne ke new window me.
Atm Card no: 16 Digit wala ATM card number enter kare.jo Atm Ke Ke Front me hota hai.
Expiry Date: Yaha apne Atm card ki Expiry date month and year ko select kare.
CVV: Atm ke pichhe 3 digit ka CVV number ko enter kare.
Pay NOW: Ab pay now button per click karde.
Apke Atm card ka cvv number is tarike ka hoga.
Step 4.
Atm debit card ka pura details dalkar pay now per lick karne ke bad Apke bank account se registered sim number per ek otp sms aayega.
One Time password (OTP) dalne ke bad aapke paytm wallet me successfully Money add ho jayegi. Jaise aap mere paytm wallet me dek sakte hai.
Agar aap credit card ya net banking ke through paytm me paise add karna chate hai. To uske liye jaha per Atm Debit card details dala tha wha pay now button ke niche payment mode ko option ko select karke bhi paytm me paise add kar sakte hai.
No comments:
Post a Comment