Monday 16 July 2018

Website kya hoti hai ? ise banane ke kya fayde hain ? ise banane ke liye kya kya hona chaiye ? - Hindi Idea

Hello dosto swagat hai aapka hamare blog hindi idea me aaj hum aapko batayenge ki Website kya hoti hai ? ise banane ke kya fayde hain ? ise banane ke liye kya kya hona chaiye

Website kya hoti hai ? ise banane ke kya fayde hain ? ise banane ke liye kya kya hona chaiye ?

dosto aaj hum aapko website ke bare me puri jankari provide karayenge ki aakhir ek website kya hoti hai ? iske kya fayde hote hain ? ise banane ke liye hamare pas  kya kya hona chaiye ?

Website Kya Hoti Hai ?

Website ko internet world me blog bhi khate hain . Website ka matlab agar ham apna webpage create karte hain or usko internet par live show karvate dete hain to aise webpage ko website kah sakte hain . webpage banane ke liye aapko bhut si coding language use ki jati hain – HTML , PHP , CSS , JQURY , JS , etc .

Website kya hoti hai ? ise banane ke kya fayde hain ? ise banane ke liye kya kya hona chaiye ? - Hindi Idea

Website (blog) banane se hame kya fayada hota hai ?

Friends aaj ke dino me internet ka use bhot hi jyada matra me ho raha hai. Bahot sare log aapne maksad ke liye apni apni website banate hain. For example koi internet par business karne ke liye aapni website banata hai,  Or koi aapni service bechne ke liye banata hai,toh koi aapne product shell ke liye banata hai . ab hum dekhte hai website banakar humara kya labh hota hai.
1. Agar aapka koi business hai to usko aap website bana kar online marketing karke bada sakte ho  (exm. flipcart.com, amazon.com)

2 .  Agar aapki koi service hai toh wo aap website banakar logo tak pahucha  sakte hai.

3 .  Aap blogging karke aapne website se paise kama sakte hain jo ki sabse aasan tarika hai (aapne blog par ads laga kar)

Or bhi bahut sare tarike hai jo karke aap achi income pa sakte hai. my friends internet par kaam karke aap bhot accha paisa kama sakte hain only aapko thoda hard work karnapadega.
Apni  website banane ke liye humen  kya knowledge honi  chahiye?
Agar aapko apni website banani hai to apko koi course karne ki jarurat nhi aap wo free bana sakte hain. Aapko keval computer Or internet ki basice jankari chahiye agar aapke pas computer  hoga toh behtar hai . google.com ki ek free service hai blogger.com ispar hum free blog bana sakte hain. Agar aapko idea nhi hai ki website kis chiz ki banaye toh aap apke website par apni skill (kala) logo se share kar sakte ho. matlab aapko jo share karna hai jis subject me aap expert ho wo aap kar sakte hain.

Website banane ke liye kya kya chahiye

1 . Computer
2 . Internet connection
3 . gmail account
Agar aapke pas ye 3 chije hai to aap apna blog bana sakte hain. or internet se paise bhi kama sakte hain.

No comments:

Post a Comment