Hello dosto swagat hai aapka hamare blog hindi idea me aaj hum aapko batayenge ki cmd hacking kya hoti hai or iske bare me puri jankari.
CMD hacking commands kya kyu kaise ?
Hacking Ajkal Ik Bahut He Comman Word Ho Gaya Hai Or Jaha Bhi Hacking Word Aata Hai Log Uske Bare Me Janne Ke Liye Bahut Interested Rehte Hai.
Friends Agar Aap Kisi Bhi Website Ka Route Check Karna Chahte Hai To Apko Apne Computer Me Command Prompt Ko Open Karna Hai Or Usme Tracert Www.Sitename.Com Type Karke Enter Karna Hai.
Enter Karte He Apke Samne Us Site Ka Route Show Ho Jayega.
2. NSLOOKUP COMMAND FOR FIND IP ADDRESS WITH SERVER ADDRESS.
Nslookup Command Ik Aise Cmd Hacking Command Hai Jo Hacking Me Mostly Bahut He Jyada Use Hoti Hai Is Command Ka Use Karke Aap Kisi Bhi Website Ka Ip Address Or Server Address Ik Sath Pata Kar Sakte Hai.
Is Command Ko Run Karne Ke Liye Apko Apne Computer Me Cmd Ko Open Karna Hai Or Nslookup Www.Sitename.Com Type Karke Enter Kar Dena Hai Sitename Ke Jaghe Apko Us Site Ka Name Type Karna Hai Jiska Ap IP Address Or Server Address Pata Karna Chahte Hai.
Enter Karte He Apke Samne Us Website Ka Ip Address Or Server Address How Ho Jayega.
3 IPCONFIG COMMAND FOR FIND SYSTEM INFORMATION.
Ipconfig Command Ka Use Karke Aap System Se Related Bahut Si Jankari Pa Sakte Hai Jaise Ip Address, Dns, Lan Etc.
Is Command Ko Run Karne Ke Liye Apko Apne Computer Ke Cmd Me Ipconfig Type Karke Enter Karna Hai Enter Karte He Apke Samne Apke System Se Related Information Show Ho Jayegi.
Agar Ap Apne System Ka Ip Address Change Karna Chahte Hai To Ap Ipconfig Command Se Use Change Bhi Kar Sakte Hai Uske Liye Apka System Dynamic Hona Chahiye.
Sabse Pehle Apko Apne Computer Me Cmd Ko Open Karna Hai Or Ipconfig/Release Type Karke Enter Kar Dena Hai.
4 PING COMMAND FOR FIND IP ADDRESS.
Friends Agar Ap Kisi Website Ka Ip Address Pata Karna Chahte Hai To Apko Cmd Ko Open Karna Hai Or Ping Www.Sitename.Com Type Karke Enter Kar Dena Hai Apke Samne Us Website Ka Ip Address Show Ho Jayega.
5 NET USER COMMAND FOR CHANGE COMPUTER PASSWORD.
Netuser Command Ka Use Karke Aap Apne Computer Ka Password Change Kar Sakte Hai Wo Bhi Bina Old Password Use Kiye, Agar Aap Apne Computer Ka Password Command Prompt Ka Use Karke Change Karna Chahte Hai To Apko Sabse Pehle Apko Cmd Ko Open Karna Hai.
Fir Apko Net User Rock Rovin Rsc Type Karna Hai Or Fir Enter Kar Dena Hai Fir Ap Yaha Se Apne Computer Ka Password Change Kar Sakte Hai.
Note- Rock Rovin Rsc Ke Jaghe Apko Apne Computer Ka Name Type Karna Hai.
6 ROUTE COMMAND FOR CHECK ROUTE DETAILS.
Route Command Bhi Ik Aise Cmd Command Hai Jo Cmd Hacking Commands Me Bahut He Jyada Popular Hai Ik Command Ka Use Karke Aap Gateway, Interface, Routing Table Or Other Routing Detail Check Kar Sakte Hai.
Is Command Ko Run Karne Ke Liye Apko Cmd Me Route Print Type Karke Enter Karna Hai Or Apke Samne Route Detail Show Ho Jayegi.
7 NETSTAT –AN COMMAND FOR FIND ALL ACTIVE CONNECTION AND LISTINGS PORTS.
Netstat –An Bhi Hackers Dwara Bahut He Jyada Use Kiya Jata Hai Is Command Ka Use Karke Aap Sabhi Active Connections Or Ports Ke Jankari Ik Click Me Prapt Kar Sakte Hai.
Is Command Ko Use Karne Ke Liye Apko Apne Computer Me Cmd Ko Open Karna Hai Or Fir Netstat –An Type Karke Enter Kar Dena Hai.
Enter Karte He Apke Samne Sabhi Active Connection Or Listing Posts Ke List Show Ho Jayegi.
8 SYTEMINFO COMMAND FOR KNOW ABOUT SYSTEM INFORMATION.
Systeminfo Command Ka Use Bhi Cmd Hacking Commands Me Bahut He Jyada Popular Hai Is Command Ka Use Aap Operating System Configuration Information Local Or Remote Machine Ke Jankari Pane Ke Liye Kar Sakte Hai.
Is Command Ko Run Karne Ke Liye Apko Cmd Ko Open Karke Usme Systeminfo Type Karna Hai Or Enter Kar Dena Hai Apke Samne Apke System Se Related Jankari Show Ho Jayegi.
CMD hacking commands kya kyu kaise ?
Hacking Ajkal Ik Bahut He Comman Word Ho Gaya Hai Or Jaha Bhi Hacking Word Aata Hai Log Uske Bare Me Janne Ke Liye Bahut Interested Rehte Hai.
CMD hacking kya hoti hai ?
Dosto cmd hota hai Command Line Interface. Apko pata hai jab ham Software use karte hai toh ham command dete hai jaise maan lijiye - Apko agar Video Edit karna hai toh ap apne Computer/laptop me Mouse se Command dete hai, Vidio effect, Cut, size manage etc karte hai. Apne man mutabik kar lete hai. Toh aap computer me command dete hai, imput provide karte hai. Uske hisab se oh Software or apke pc work karte hai. Toh imput ayse hi aap Cmd me bhi de sakte hai. Actually CMD kuch nhi hota hai, Ek Black Screen jaisi hoti hai waha aap command dalte hai or Result apke Computer Command Line par Processed karta hai.8 Mostly used CMD hacking commands
1. TRACERT COMMAND FOR ROUTE CHECKER.Friends Agar Aap Kisi Bhi Website Ka Route Check Karna Chahte Hai To Apko Apne Computer Me Command Prompt Ko Open Karna Hai Or Usme Tracert Www.Sitename.Com Type Karke Enter Karna Hai.
Enter Karte He Apke Samne Us Site Ka Route Show Ho Jayega.
2. NSLOOKUP COMMAND FOR FIND IP ADDRESS WITH SERVER ADDRESS.
Nslookup Command Ik Aise Cmd Hacking Command Hai Jo Hacking Me Mostly Bahut He Jyada Use Hoti Hai Is Command Ka Use Karke Aap Kisi Bhi Website Ka Ip Address Or Server Address Ik Sath Pata Kar Sakte Hai.
Is Command Ko Run Karne Ke Liye Apko Apne Computer Me Cmd Ko Open Karna Hai Or Nslookup Www.Sitename.Com Type Karke Enter Kar Dena Hai Sitename Ke Jaghe Apko Us Site Ka Name Type Karna Hai Jiska Ap IP Address Or Server Address Pata Karna Chahte Hai.
Enter Karte He Apke Samne Us Website Ka Ip Address Or Server Address How Ho Jayega.
Friends Nslookup Command Se Aap Kisi Bhi Mail Server Ke Ip Ka Bhi Pata Kar Sakte Hai, Mail Server Ke Ip Ka Pata Kaise Kare Janne Ke Liye Niche Padhe.
- Sabse Pehle Apko Apne Computer Me Cmd Open Karna Hai Or Usme Nslookup Type Karke Enter Karna Hai.
- Fir Apko Set Type=Mx Type Karna Hai Or Enter Karna Hai.
- Fir Apko Com Type Karna Hai Jaise Gmail.Com Ya Yahoo.Com Type Karna Hai Or Enter Kar Dena Hai Enter Karte He Apke Samne Us Mail Server Ka Ip Show Ho Jayega.
3 IPCONFIG COMMAND FOR FIND SYSTEM INFORMATION.
Ipconfig Command Ka Use Karke Aap System Se Related Bahut Si Jankari Pa Sakte Hai Jaise Ip Address, Dns, Lan Etc.
Is Command Ko Run Karne Ke Liye Apko Apne Computer Ke Cmd Me Ipconfig Type Karke Enter Karna Hai Enter Karte He Apke Samne Apke System Se Related Information Show Ho Jayegi.
Agar Ap Apne System Ka Ip Address Change Karna Chahte Hai To Ap Ipconfig Command Se Use Change Bhi Kar Sakte Hai Uske Liye Apka System Dynamic Hona Chahiye.
Sabse Pehle Apko Apne Computer Me Cmd Ko Open Karna Hai Or Ipconfig/Release Type Karke Enter Kar Dena Hai.
4 PING COMMAND FOR FIND IP ADDRESS.
Friends Agar Ap Kisi Website Ka Ip Address Pata Karna Chahte Hai To Apko Cmd Ko Open Karna Hai Or Ping Www.Sitename.Com Type Karke Enter Kar Dena Hai Apke Samne Us Website Ka Ip Address Show Ho Jayega.
5 NET USER COMMAND FOR CHANGE COMPUTER PASSWORD.
Netuser Command Ka Use Karke Aap Apne Computer Ka Password Change Kar Sakte Hai Wo Bhi Bina Old Password Use Kiye, Agar Aap Apne Computer Ka Password Command Prompt Ka Use Karke Change Karna Chahte Hai To Apko Sabse Pehle Apko Cmd Ko Open Karna Hai.
Fir Apko Net User Rock Rovin Rsc Type Karna Hai Or Fir Enter Kar Dena Hai Fir Ap Yaha Se Apne Computer Ka Password Change Kar Sakte Hai.
Note- Rock Rovin Rsc Ke Jaghe Apko Apne Computer Ka Name Type Karna Hai.
6 ROUTE COMMAND FOR CHECK ROUTE DETAILS.
Route Command Bhi Ik Aise Cmd Command Hai Jo Cmd Hacking Commands Me Bahut He Jyada Popular Hai Ik Command Ka Use Karke Aap Gateway, Interface, Routing Table Or Other Routing Detail Check Kar Sakte Hai.
Is Command Ko Run Karne Ke Liye Apko Cmd Me Route Print Type Karke Enter Karna Hai Or Apke Samne Route Detail Show Ho Jayegi.
7 NETSTAT –AN COMMAND FOR FIND ALL ACTIVE CONNECTION AND LISTINGS PORTS.
Netstat –An Bhi Hackers Dwara Bahut He Jyada Use Kiya Jata Hai Is Command Ka Use Karke Aap Sabhi Active Connections Or Ports Ke Jankari Ik Click Me Prapt Kar Sakte Hai.
Is Command Ko Use Karne Ke Liye Apko Apne Computer Me Cmd Ko Open Karna Hai Or Fir Netstat –An Type Karke Enter Kar Dena Hai.
Enter Karte He Apke Samne Sabhi Active Connection Or Listing Posts Ke List Show Ho Jayegi.
8 SYTEMINFO COMMAND FOR KNOW ABOUT SYSTEM INFORMATION.
Systeminfo Command Ka Use Bhi Cmd Hacking Commands Me Bahut He Jyada Popular Hai Is Command Ka Use Aap Operating System Configuration Information Local Or Remote Machine Ke Jankari Pane Ke Liye Kar Sakte Hai.
Is Command Ko Run Karne Ke Liye Apko Cmd Ko Open Karke Usme Systeminfo Type Karna Hai Or Enter Kar Dena Hai Apke Samne Apke System Se Related Jankari Show Ho Jayegi.
No comments:
Post a Comment