Saturday, 21 July 2018

Blog par traffic kyu nahi aata ? Janiye puri jankari - Hindi Idea

Hello dosto swagat hai aapka hamare blog hindi idea me aaj hum aapko batayenge ki aakhir blog par traffic na aane ke kya karan hain.

Blog par traffic kyu nahi aata ?

Kuche New Blogger apne blog par traffic pane ke liye bhut kuche karte hai paid traffic bhi lene ka koshis karte hai. Fir bhi unke blog par traffic nhi aa pata hai. Fir jab vo paresan ho jate hai, To vo Blog se Exit ho jate hai. unka ye khena hota hai,ki Hindi blog me koi paisa hi nhi hai. Hindi blog me review kam milta hai. or bhi bhut kuche khete hai Hindi blog ke baareme.

Bhut se log ye mante hai, ki Hindi blog jade ho gye hai ise liye hmare blog pe traffic nhi aa pata hai. ha ye sahi hai. Lekin ye pura sach nhi hai. Kabhi bhi aap ko ek website vo apne ek hi Postion pen hi rhe sakta hai. Kabhi vo upar jata hai, Kabhi vo niche aa jaata hai. Is liye aap bhi agur post thik se likhe seo ko dhyan me rakh kar to aap ke Hindi blog par bhut traffic mil jayega. Jo ki aap soach bhi nhi sakte hai.

Blog par traffic kyu nahi aata ? Janiye puri jankari - Hindi Idea


Google pe hmesa search enginee me top pe rhene ke liye kya karna chahiye. Vo konse Mistake hai. jo aap ko nhi karna chahiye Google pe Top me aane ke liye. Google me top pe aane ke liye aap hmesa seo ko apne dhyan me rakhe post ko likhte time. To ab hm jante hai Hindi Blog par Traffic n aane ke kya karan hai.

Hindi Blog par Traffic na aane ke kya karan hai.

1. Use Best Theme and Theme Customize:- Dosto Blog banane ke baad sabse jaruri chij hai. Best Theme use karna blog me or fir use apne According Customize karna. Jise aap ka Blog best lage or aap ke visitors aap ke blog ko pasand kare.

 Aap ko Agur Coding ka jankari hai, to aap apne blog ko coding ke through thik se customize kare. Agur aap ko coding nhi aata to aap ko jis chij ke bare me coding chahiye aap google par search kar Coding ko use kar sakte hai. Ya fir aap Theme ko Customize karne ke liye Tios bhi google pe Search kar sakte hai.

2. Domain Name Aasan or best nhi hona:- Dosto aap jab ek blog create kar lete hoto to aap ko ek domain ka jarurat hota hai. Jise aap ke blog ka ek phechan bane or kai log mistake ye karte hai ki vo apne blog ke domain name pe dhyan nhi dete hai or vo Domain name ko mazak me lete hai. Jise ke karan unko bhut problem hota hai.

Domain Name aap hmesa easy rakhe Jise log jaldi yaad kar sake or aap ka Domain aap ke blog ka ek ascha phecan ban sake. Domain name aap hmesa apne blog se milta julta hi rakhe. Jise aap ka blog best lage or aap ke Domain name ko yaad kar sake ta ki kabhi bhi unhe aap ke blog pe aana hoto vo direct search kar aa sake. Hindi blog par traffic n aane ka ye bhi sabse bada karan ho sakta hai. Agur aap ka Galat tarike ka Domain hai, to logo ko vo website fake lagega.

3. Post ko thik se n likhna:- Dosto Hindi blog par traffic n aane ka ye bhi karan ho sakta hai, ki aap ka post log thik se n samajh pate ho ya unhe aap ka likha hua word samajh me n aata ho. Aap jab bhi  post likhe uske andur vahi word ka use kare jo log Normal trhe se bolte ho. Kai baar ek chij ko hi log kai trhe ke word se bulate hai. Par aap ko ye pta hona chahiye ki us chij ko sabse jade baar log kis name se bulate hai.

Aap jab bhi post likhe seo ko dhyan me rakh or uske sath apne likhe jaane wale word ko bhi thik se likhe ta ki log aap ke post ko pasand kare. Unko blog me lage ki ha kuche hai or unhe blog post padh kar ascha lage or unse feedback lene ka bhi pura koshis kare. Ya bhi ek bhut bada karan ho sakta hai Aap ke Hindi Blog par Traffic n Aane ka.

4. Software ke help se Translate Method use karna:- Dosto Hindi Blog pe Traffic n aane ka karan Software ke jariye English ko hindi me convert kar blog pe likhna bhi ho sakta hai. Agur aap bhi Software ke help se English ko hindi me convert kar likhte hai blog me to aap ye kaam band karde. Aap khud se hi Post ko likhe jise aap koi bhi word ko simple tarike me likh sakenge.

Agur aap khud se koi word likhenge to vo word logo ko jarur samajh aayega. Kyo ki vo word aap ko samajh me aa rha hai matlab ki or bhi logo ko samajh me aaye ya fir aap agur koi word likh rhe hai. Aap ko lagta hai, ki nhi ye word baki log nhi samajh payenge to aap uske liye google ka help le sakte hai. Is liye aap ko apne blog post me likhe jaane wale post ke word pe dhyan dene ka jarurat hai. Ye bhut bada karan ho sakta hai. Aap ke Hindi blog par Traffic n aane ka or agur aap yesa karte hai to aap ka adsense bhi ban ho sakta hai.

5. Reader ka Comment ka Reply na Dena:- Dosto aap ko to pta hi hoga ki Sirf post likh dene se hi hmara kaam khatam nhi ho jata hai. Post likhne ke baad to hmara asli kaam start hota hai, vo hai help ka bhut se log hmare post pe comment karte hai. Vo hmare post pea ate hi hai help ke liye or vo comment karte hai, to kai blogger unke comment ka koi response hi nhi dete.

Blog post pe 1Day post me pta nhi kitna comment aata hoga. Agur aap ko lagta hai kin hi mai itna comment ka reply nhi de sakta to aap ko kuche jo main comment hai jo Question jada se jada logo ne pucha hai uska to reply dena hmara kaam hai or Agur aap ke pass time hai to aap sare comment ka reply jarur de job hi question ek dusre se n milte ho un comment ka bhi Reply dena jaruri hota hai. Hmara comment hi logo ko hm tk or hmare post tk lekar aata hai.

Agur hme jada se jada traffic chahiye to hme logo ka help karna chahiye kyo ki bina help kiye hme bhi kuvhe nhi milne wala. Agur hm help karenge to hi logo ko hmpar bharosa hoga or Help sirf hmare hi blog ke post pe nhi dena chahiye agur aap ko lg rha hai khi bhi ki hm samne wale person ka help kar sakte hai, to karna chahiye. Blog par Traffic n aane ka ye bhi bhut bada karan ban sakta hai.

6. Blog post ko Share n karna:- Blog pe post likhne ke baad sabse jaruri kaam hota hai. hme post ko jada se jada logo tk share karna. Kyo ki jab hme social media se traffic milega to 90% chance hota hai, ki aap ko google se bhi traffic milega. Post ko share karne ke bhi bhut se tarike hote hai.

Agur aap health ya fir kisi product ke bare me likh rhe jise sabko profit hoga to aap use group ke sath apne Profile pe bhi share kare. Agur aap ko lgta hai kin hi ye sirf blogger ya youtuber ke liye hai, to aap ko sirf use related Group me hi share karna chahiye. Jise aap ko jada se jada traffic bhi mile or aap ko profit bhi hoga. Post ko Published karne ke baad use share n karna ye sabse bada karan hai. Blog par Traffic n aane ka isliye aap jada se jada logo ke pass share kare jinhe in post ka bhut jada jarurat padega.

No comments:

Post a Comment