Hello dosto swagat hai aapka hamare blog Hindi Idea me aaj hum aapko batayenge ki kisi bhi blog me lables kaise use kiye jate hain
Dosto blogger me lables use karna bahut hi jaruri hai. dosto aapke dwara post me lables use karne se appke blog par visitor badhte hain. lables use karne se aapke post achhe se arrange hote hain. dosto agar aapne apne blog me 10-15 post internet internet topic par write kiye ho to agar aapne usme lables use nhi kiya to aapke visitor cofuse ho jayenge ki ye kis topic ka post hai.
blog me maximum kitne labels add karen
aap apne blog post me normaly 3 lables hi use karen. kyonki bahut saare lables hone se visitor koi bhi lables par click karenge to usme wahi post hi show honge. isliye aap 2-3 lables hi use karen. aur ek lables me 2-4 word hi use karen.
aur aap apne blog me maximum 15 lables hi use karen kyonki jyada lables hone se visitors ko apne jarurat ki post khojne me problem ho sakti hain.
lables ko blog post me kaise use karte hain
dosto jab ham blog post write karte hain to right side me lables likha hota hai aap waha click karen.
aur waha par ek box open hoga. aaapko isme hi lables fill karna hai. aur dosto lables word ke baad comma ” ,” jarur lagaye. aapke 4-8 lables ho jayenge to aapke labels neeche show hogi.
lables widget kaise lagaye blog me
dosto upar aapne lables ko post me kaise use kare iske baare me padhe ab aapko main bataunga ki lables ka widge blog me kaise lagate hain. lables ka widget blog me lagane se aapke blog me lables show honge aur koi visitor uspar click karta hai to usko us lables se related aur bahut saare jitna aapne us topic par write kiya hai wo show honge.
1. sabse pahle aap apne blogger ke dashboard par jaye.
2. layout par click karen .
3. ab aapko jaha par lables ko show karna hai. (sidebar best) waha par add widget par click karen.
kyonki aapko apne blog par lables show karna chahte hain. to aap lables par click karen.
1. title me lables ya tag fill karen.
2. show me all labels ko select karen.
3. aap abcd ke hisab se ya post ke hisab se dikhana chahte hain. wo select karen.
4. display me aapko jaisa dikhana hai jaise list me ya cloud me wo select karen.
5. number ke sath show karne ke liye click karen.
6. ab last me aap save par click karen.
Ab aapke blog me lables ya tag se widget show rahi hogi.

No comments:
Post a Comment